Ghar chod ke, Wo jo jaata hai
mera dil nikal nikal ke jaata hai
hath to uth-te hai.n, rokne ko
lab pe alfaaz nahi.n aata hai.
*****
mann kahe, chupke se,kuchh esa ho jaye
aaj naa jaye wo bas aaj ruk jaye
Kanto.n se kaise, hum tanhaii ko siyenge
Mera gul-e-dilbar to chala jata hai.
*****
Dil chuur hota hai, ye soach ke, dekho!
Jaane ka naam tum na baar baar lo
Yaad hai !! mujhe hamsaaya kaha tha
Saya bhala kabhi jism se juda hota hai
*****
Meri mano to isko bhi saath liye jao
Is gham-e-ulfat ko na chhod ke jao
Haay Kaise beetengi waqt ki dushwariya.n
Kyo.n na aaj, ye waqt thahar jaata hai.
mera dil nikal nikal ke jaata hai
hath to uth-te hai.n, rokne ko
lab pe alfaaz nahi.n aata hai.
*****
mann kahe, chupke se,kuchh esa ho jaye
aaj naa jaye wo bas aaj ruk jaye
Kanto.n se kaise, hum tanhaii ko siyenge
Mera gul-e-dilbar to chala jata hai.
*****
Dil chuur hota hai, ye soach ke, dekho!
Jaane ka naam tum na baar baar lo
Yaad hai !! mujhe hamsaaya kaha tha
Saya bhala kabhi jism se juda hota hai
*****
Meri mano to isko bhi saath liye jao
Is gham-e-ulfat ko na chhod ke jao
Haay Kaise beetengi waqt ki dushwariya.n
Kyo.n na aaj, ye waqt thahar jaata hai.
1 comment:
Dil chuur hota hai, ye soach ke, dekho!
Jaane ka naam tum na baar baar lo
Yaad hai !! mujhe hamsaaya kaha tha
Saya bhala kabhi jism se juda hota hai
WAH WAH WAH WAH WAH WHA WHA WAH AMIR JI KITNA SUNDER LIKHA HAI APNE ,,,,,,,,OR AMIR JI YE GHAZAL KA ALAG HI ANDAJ HUMNE PAHLI BAR DEKHA HAI .............AAJ HUME AJ NEW GHAZAL SE ROO B ROO KERWAYA HAI JI
Post a Comment