Tinke tinke chunke Jis ghar ko banaya tha,
Jis khwab ko hazaro.n rango.n se sajaya tha
Wo aashiya.n jise bade dil se banaya tha
Jabr-e-musalsal barso.n, aman kada paya tha
Lahoo se siincha tha jiss darkht ko aamir
Hay !! kyo.n mera saya na ban paya tha
-------------------------
Jabr-e-musalsal= Continuous Striving
aman kada= House Of Jasmine Flowers

3 comments:
bahut he shaandaar hai frst sheir... maar suttya ji maar suttya.. :P
Thanks a lot preeti..!!!
AK AJK SHERE LAJAWAB HAI JI.............
Post a Comment