Tum ye jo kahte ho ke abhi kaha kya hai
Zara nazro.n kii suno , kahne ko raha kya hai
******
Zamaane bhar mei.n deevano.n se phira karte hai.n
Tere khwabo.n mei.n bhii aa jaye.n to khata kya hai
Zara nazro.n kii suno , kahne ko raha kya hai
******
Zamaane bhar mei.n deevano.n se phira karte hai.n
Tere khwabo.n mei.n bhii aa jaye.n to khata kya hai
4 comments:
three cheers to u... hip hip hurrayyyyyyyyyyyyyyy hip hip hurrayyyyyyyyyyyyy hip hip hurrayyyyyyyyyyy kya kamaal ka likha hai veer ji..
thanks preeti ye rubaai hai...
SIR JI IS GHAZAL KO AAP OR BHI LIKH SAKTE THE NA......
BHUT HI ACHA LIKHA AMIR JI
APKI HER BATT JUDHI HAI MUJSE,DARIMANYA HUMARE JUDA KYA HAI
HO GAI HAI MOHBBAT YU APSE,AB IS DIL KI SAJA KYA HAI
TANHAIYON SE LABA SAFER BITAYA HUMNE
YU HUMSE DOOR HO JANE KI AKHIR WAJA KYA
SIR JI ISSE JAYDA NAHIN LIKH PAYENGE HUM......BKOJ YE APKI GHAZAL HAI
anamika...
ye ghazal nahi.n hai Qitaa hai...
isme.n 2 sher hii hote hai.n
pahla matlaa oar ek sher milaa kar bantaa hai...
Phir bhi bohot achchhi koshish hai aapkii...[:)]
Post a Comment