Wahshat hui ye kaisi, ghabra ke ro diye
Apna tha jata saya, dekha ke ro diye
Sar-e-rah chalte chalte kai rate.n guzar gayi.n
Ek subah manzil ko dekha ke ro diye
Yu.n apne gham bohot they, ta-umr rone ko
Kisii ki suni aah to, karah ke ro diye
Kuchh na kah sake Mahv-e-safar se hum
Fasiil-e-shahar ko, ungli utha ke ro diye
Sang Rone waale ke zamaana nahi.n rota
Socha, oar muh chhupa ke ro diye
************
Mahv-e-safar= Traveller
Fasiil-e-shahar= wall of city
Apna tha jata saya, dekha ke ro diye
Sar-e-rah chalte chalte kai rate.n guzar gayi.n
Ek subah manzil ko dekha ke ro diye
Yu.n apne gham bohot they, ta-umr rone ko
Kisii ki suni aah to, karah ke ro diye
Kuchh na kah sake Mahv-e-safar se hum
Fasiil-e-shahar ko, ungli utha ke ro diye
Sang Rone waale ke zamaana nahi.n rota
Socha, oar muh chhupa ke ro diye
************
Mahv-e-safar= Traveller
Fasiil-e-shahar= wall of city
5 comments:
Ek zabardast shakhsiyat
Bahut pyari ghazlo.n ke sath ghazal bhi wo jinhe padhke maykash bhi may bhool jaye
Aadaab bhai
Nadeem Ahmed 'Kavish'
oye hoye...
meri sabse fav ghazal chunii hai pahle comments ke liye...
thanks babu...!!!
awwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww ubelvbl.. kya ghazab likha hai veer ji..
e janaab yaha kya kar rahe hai :oo: :oo:
Thanks preeti...
dekho isne sirf ek comment kiya hai ...!!
Sang Rone waale ke zamaana nahi.n rota
Socha, oar muh chhupa ke ro diye
kitna sahi kaha hai apne really rone wale ke sath ye beri zaman kabhi nahin rota wo to oski bebasi pe humesha husa hi hai isliye to is zamane se chhupa ke rona padhta hai taki duniyan oske jhakhmo pe namak na laga de ab,,,,,,,,,,,,,,,,,
amir ji apki ghazalo main wo derd hota hai jo dil ko chhu jata hai
Post a Comment