Jo tujhe chhoD chale unko pukaarta kyo.n hai
Behate paani mei.n bata aks dekhta kyo.n hai
Aaiina tuuta hua, tujhe kya se kya bana dega
Sach bata yu.n mujh mei.n Jha.nkta kyo.n hai
mera jawaab tujhe ab us baat ko ek arsah hua
Wo sawaal ab-bhi mujh mei.n guunjta kyo.n hai
Na uska aashiya.n raha na ab wo shajar kahi.n
Aadhi raat mei.n ye pari.nda chehkta kyo.n hai
Oar koi kehde mujhse ‘aamir’ tuu aarzu apni
Ye Ibtisaam-o-ha.nsi mujhse maangta kyo.n hai

2 comments:
mera jawaab tujhe ab us baat ko ek arsah hua
Wo sawaal ab-bhi mujh mei.n guunjta kyo.n hai
kuch terah ke ehsas humare bhi hain jo akser hum nai likhte per aap bhut acha likhte hain amir ji....anamica
Jo tujhe chhoD chale unko pukaarta kyo.n hai
Behate paani mei.n bata aks dekhta kyo.n hai
es sawaal ka jawaab shaayad he kisi ke paas hoga..
Aaiina tuuta hua, tujhe kya se kya bana dega
Sach bata yu.n mujh mei.n Jha.nkta kyo.n hai
bahut dard hai esmae :((
mera jawaab tujhe ab us baat ko ek arsah hua
Wo sawaal ab-bhi mujh mei.n guunjta kyo.n hai
ek chuban si hai.. jaise koi kasak rah he gayi...
amazing veer ji.. very well wrtn
Post a Comment